Zindagi bhi
Zindagi bhi kaise mukam pe pahuch jati h,
Maut ke naam par julus nikalwati hai.
Tumhe usme samakar dukh batorna hoga.
Zindagi bhi kaise kashish dhund laati h,
Insaan ke khauf ko saaye se sehlati hai.
Taki tum dobara vahi vaqt me na baho.
Zindagi bhi kaise raaste bana rahi h,
Ek kaccha hokar bhi pakka sa lagta hai.
Tumhe use apnakar aage bdhna hi hoga.
Zindagi bhi kaise mohabbat ban jati hai,
Barr barr use gale lagane ka mann krta hai.
Taki uski muskan me m khudko ghil milau.
Zindagi bhi kaisi nadaniya kr rahi h,
Choti si baton pe muh fula ke beth jati hai.
Tumhe use albele rango se manana hi hoga.
Hamari Zindagi ek masoom si vo kali h,
Jise khilao to jaan hi uspe utar aati hai.
Nanhe se parag ka ithlana baton me kaise sajau.
Zindagi hi hamara sab kuch bn jati h,
Jab ham usme khushi aur samadhan dhund latey hai.
Zindagi anokhi h yaro ise apne andaj me jina hoga.
Such a beautiful writing and image ๐
ReplyDeleteThenku dea☺️๐ฅฐ
DeleteAmazing
ReplyDeleteThank bro ๐❤️
DeleteU nailed it๐ฅ
ReplyDeleteThanksss๐ค❤
Delete๐๐๐
ReplyDeleteThank you๐ค๐ค
DeleteSuperb dear nice.....
ReplyDeleteThank uu...!
DeleteVery Nice...๐
ReplyDelete๐๐ป๐๐ป
ReplyDeleteThank you
DeleteMasta re๐๐๐ฅ
ReplyDeleteThank you๐ค๐ค❤❤
DeleteNice one .
ReplyDeleteThankk youuuu๐ค๐งก๐งก
DeleteItni nanihisi umar me itne bade anubhav likhe hai s ji aapne bahut khub
ReplyDeleteAre vo sare pichle janmo ke anubhav haii... Vahi kaam aarahe h abhi๐๐คฃ๐คฃ
Delete